Tuesday 11 June 2013










Bheed me bhi hum tanha rahe,
tere gham ne ye haalat kar di,
kabhi khud ke liye kuchh soch sake,
itni bhi nahi fursat dii..
Aankho ki talaash jo hai,
wo hai tera chehra,
dhadkan dil ke paas to hai,
lekin hai bevajah,
main hun shaakh se ab koi patta tutaa huaa,
mujhko ye hawaayein udaati phire har jagah..
Ke bin tere jeena nahi,
haan bin tere jeena nahi,
naa bin tere jeena nahi,
jaa bin tere jeena nahii
aankho ki talaash jo hai......-2

chaahe jitne bhi aanshu bahe,
saanse seene me chubhti rahe,
muskura kar har gham sahe,
dil se ho kamm kabhi na ye dard teraa,
fool jaisa lage har zakhma teraaa,
inko mujhko to seena nahi,
ke bin tere jeena nahi,
aankho ki talaash jo hai.........

Bheed me bhi hum tanha rahe,
tere gham ne ye haalat kar di,
kabhi khud ke liye kuchh soch sake,
itni bhi nahi fursat di..
Teri yaadon me har pal kate,
khud se teri hi baate kare,
dil fijaao sa banzar rahe,
humko manjoor hai har sitam teraa,
beruki bhi teri bewafaapan teraaa,
jaam khushiyon kaa pina nahii,
ke bin tere jeena nahi,
aankhon ki talaash jo hai,
wo hai tera chehra,
dhadkan dil ke paas to hai,
lekin hai bevajah,
main hun shaakh se ab koi patta tutaa huaa,
mujhko ye hawaayein udaati fire har jagah,
ke bin tere jeena nahi,
haan bin tere jeena nahi,
naa bin tere jeena nahi,
jaa bin tere jeena nahii,
(movie-aggar)
(singers mittoon)
(I SING I SING I SING)















No comments: